शुद्ध देसी मसाले, दादी-नानी की
पारंपरिक रेसिपी, घर जैसा असली स्वाद
Main khud ghar par lene gaya tha, wahan ₹100 ki chhoot bhi mili aur achar ka swad bilkul dadi-nani ke hath ke bane aachar jaisa hai!
Ghar par jakar fresh achar lene ka maza hi alag hai. Moti lal mirch aur nimbu achar ka taste bohot hi shandar hai
Direct ghar se purchase kiya, quality ekdum pure aur authentic hai. Sabhi ko zaroor try karna chahiye